Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGopal Singh Nepali (G S )
HomeGopal Singh Nepali (G S )
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


darshan do ghanshyam naath mori ankhiyaan pyaasi re darshan do ghanshyam naath mori ankhiyaan pyaasi re darshan do ghanshyam mann mandir ki jyot jagaa do mann mandir ki jyot jagaa do ghat ghat baasi re darshan do ghanshyam mandir mandir moorat teri phir bhi naa dikhe soorat teri aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa mandir mandir moorat teri phir bhi naa dikhe soorat teri yug beete naa aayi milan ki puranmaasi reee darshan do ghanshyam dwaar dayaa ka jab tu khole pancham sur mein goonga bole aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa dwaar dayaa ka jab tu khole pancham sur mein goonga bole andha dekhe langda chal kar pahunche kaashi re darshan do ghanshyam paani pee kar pyaas bhujhaaun nainan ko kaise samjhaaun aankh micholi chhodo ab to mann ke baasi re darshan do ghanshyam naath mori ankhiyaan pyaasi re darshan do ghanshyam
door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi mera mann hai udaas jiya mand mand hai mera mann hai udaas jiya mand mand hai baadalon ke ghere mein chaand nazar band hai baadalon ke ghere mein chaand nazar band hai baadal aaye par barasaat baaki reh gayi baadal aaye par barasaat baaki reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bolaa aankh michauli khelee jhoola jhoom ke jhoole aankh michauli khelee jhoola jhoom ke jhoole ban mein chameli phooli hum bahaar mein bhoole hum bahaar mein bhoole par deni thi jo saugaat baaki reh gayi par deni thi jo saugaat baaki reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bola raat aadhi reh gayi meri tumhaari mulaaqaat baaki reh gayi door papeeha bolaa
aaaaaa ganga mein nahin jamuna mein nahin mehlon mein nahin kutiyon mein nahin jahaan yaad karo bhagwaan wahin jahaan yaad karo bhagwaan wahin jo naam na lekar dhan jode kodi ke liye naata tode sone mein nahin chaandi mein nahin sone mein nahin chaandi mein nahin heere mein nahin moti mein nahin chupke phero mann ki maala chhupke dekhe murli waala jantar mein nahin mantar mein nahin jantar mein nahin mantar mein nahin dharti mein nahin saagar mein nahin paataal gagan jal mein thal mein muskaata hua nikle pal mein mandir mein nahin teerthon mein nahin mandir mein nahin teerthon mein nahin geeta mein nahin vedon mein nahin
ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa nainon mein wo hain aise nainon mein wo hain aise saawan mein rimjhim jaise rimjhim rimjhim nainon mein wo hain aise aankhon aankhon mein samajho kaun mera meet hai aankhon aankhon mein samajho kaun mera meet hai ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa jab tak balam na bole jab tak balam na bole aake na ghunghat khole balamaa more aake na ghunghat khole preet ki kaliyaan chhupaa rakhane ki reet hai preet ki kaliyaan chhupaa rakhane ki reet hai ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa
giri swarg se ganga tumne sir dhar saagar tak pahunchaya main charanon mein gira to tumne palkon koo upar naa uthayaa oooo oooo ooooo ooooo oooooo oooooo ooooo oooo ooooo oooo ooooo ooooo hey mahadev meri laaj rahe hey mahadev meri laaj rahe meri laaj rahe tera raaj rahe hey mahadev meri laaj rahe zehar kanth mein naag gale mein aag nayan mein zehar kanth mein naag gale mein aag nayan mein phir bhi amrit tumhi lutate iss tribhuwan mein aaj bhakt par dheer padi hai aaj bhakt par dheer padi hai phir tum kahan biraaj rahe hey mahadev meri laaj rahe meri laaj rahe tera raaj rahe hey mahadev meri laaj rahe naath bata do iss mandir mein vishwnaath ho naath bata do iss mandir mein vishwnaath ho aaj dikha do koi naa jiss ka uske saath ho rahi gareebi bhakto ki phir rahi gareebi bhakto ki phir kaise greeb nivaaj rahe hey mahadev meri laaj rahe meri laaj rahe tera raaj rahe hey mahadev meri laaj rahe bhent dharu kya raam bhakt se raamayan lo naraayan ki amar katha ko
kahaan teri manzilllllll kahaan hai thikaana musaafir bata de kahaan tujhko jaana musaafir bata de kahaan tujhko jaana kahaan teri manzil kahaan hai thikaana musaafir bata de kahaan tujhko jaana kahaan teri manzil gagan mein udne walon ka bhi gulshan rain basera hai gagan mein udne walon ka bhi gulshan rain basera hai ghar ki or chale raahi to dhundhli shaam savera hai ghar ki or chale raahi to dhundhli shaam savera hai sooraj chaand sitaare hain to unki bhi manzil hai manzil hai to jahaan bhi jaayein raah teri jhilmil hai bin manzil bekaar hai gaafil bin manzil bekaar hai gaafil kadam bhi uthaana musaafir bata de kahaan tujhko jaana kahaan teri manzil kahaan hai thikaana musaafir bata de kahaan tujhko jaana kahaan teri manzilllllllll
keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare hum aas kiye jaate tum paas nahin aate jaana tha chale jaate milne to chale aate keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare humne tha tumhe maana tumne hi na pehchana jab hona tha begaana tab kyun kiya deewaana keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare sunsaan huyi galiyaan sab sookh gayi kaliyaan ab beet chali ghadiyaan par jaag rahi ankhinyaan keh ke bhi na aaye tum ab chhupne lage taare dil leke tum hi jeete dil deke hum hi haare
mujhe apni sharan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam lochan mann mein jagah naa ho tooo lochan mann mein jagah naa ho to jugal charan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam jeevan de ke jaal bichhaya rach ke maaya naach nachaya chinta meri tabhi mitegi chinta meri tabhi mitegi jab chintan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam tumne laakhon paapi taare meri baari baazi haare baazi haare mere paas na punya ki punji mere paas na punya ki punji pad pujan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam raaaam hey raaaaam raaaaaam hey raaaaaam ghar ghar atkun dar dar bhatkun kahaan kahaan apna sir patkun iss jeevan mein milo na tum to raam hey raaaam iss jeevan mein milo na tum to mujhe maran mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam mujhe apni sharan mein le
na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho laakh kinaara karo chhupo na jaao daro aah bharo na bharo naina mile laakh kinaara karo chhupo na jaao daro aah bharo na bharo naina mile prem jawaani mile aag se paani mile roop ki raani mile chain mile puchha kisi ne na ji gore munh pe waar diya waar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho aankhen hain jhuki jhuki saansen thi ruki ruki tamanna thaki thaki so gayi aankhen hain jhuki jhuki saansen thi ruki ruki tamanna thaki thaki so gayi hum samjhe umar kachchi dil bola niyat achchhi lekin mohabbat sachchi ho gayi buddhu bana ke sabko apna beda paar kiya paar kiya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke
shamaa se koi keh de ki tere rahte rahte andheraa ho rahaa ki tum ho wahaan to milne ko yahaan patangaa ro rahaa sitaaro unse kehnaa nazaaro unse kehnaa sazaa ye ho rahi ki tum ho wahaan to milne ko yahaan shamaa bhi ro rahiii sitaaro unse kehnaa tadaptaa pyaar ke ho deedaar magar deewaar humen roke tadaptaa pyaar ke ho deedaar magar deewaar humen roke shamaa aise jale jaise patange se judaa ho ke judaa ho ke duhaayi dete dete judaayi sahte sahte andheraa ho rahaa ki tum ho wahaan to milne ko yahaan patangaa ro rahaa shamaa se koi keh de rulaate hain jalaate hain mitaate hain yahaan apne rulaate hain jalaate hain mitaate hain yahaan apne mitaane se nahin mitate mohabbat ke amar sapne amar sapne judaayi hanske sehna ke mere hoke rehnaa sazaa ye ho rahi ke tum ho wahaan to milne ko yahaan shamaa bhi ro rahiii sitaaro unse kehnaa bandhi zanjeer magar bepeer teri tasveer nahin jaati bandhi zanjeer magar bepeer teri tasveer nahin jaati sitam ki baat sahen ham ghaat
yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate taqdeer mein kaisi raat meri taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate ulfat mein hai mitna reet meri pinjre mein tadapti preet meri panghat pe pahunch kar pyaasa hoon kya haar meri kya jeet meri taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate dil bhara bhara pyaase hain nain hain paas magar mushkil hai milan panchhi hain akela suna sa man aankhon mein nami hai dil mein jalan taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate taqdeer mein kaisi raat meri taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Darshan Do Ghanshyam Narsi Bhagat (1957) 03:35 15729
 
Poster of Narsi Bhagat (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sahu Modak, Lalita Pawar
Raag- 
Kedar
Taal- 
Tintal
Duration : 03:35   Song Number : 15729   

Door Papeeha Bole Gajre (1948) 02:52 15532
 
Poster of Gajre (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:52   Song Number : 15532   

Ganga Mein Nahin (Jahan Yaad Karo) Shree Krishna Bhakti (1955) 03:38 17638
 
Poster of Shree Krishna Bhakti (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:38   Song Number : 17638   

Ghadi Ghadi Puchho Naa Anokha Pyar (1948) 02:24 32493
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 02:24   Song Number : 32493   

Hey Mahadev Meri Laaj Tulsidas (1954) 04:51 14358
 
Poster of Tulsidas (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahipal
Raag- 
Malkauns
Duration : 04:51   Song Number : 14358   

Kahaan Teri Manzil Nai Raahen (1959) 03:25 37637
 
Poster of Nai Raahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 37637   

Keh Ke Bhi Na Aaye Tum Safar (1946) 02:33 16470
 
Poster of Safar (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kanu Roy
Duration : 02:33   Song Number : 16470   

Mujhe Apni Sharan Mein Tulsidas (1954) 03:21 14359
 
Poster of Tulsidas (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 03:21   Song Number : 14359   

Na To Inkaar Kiya Na To Ikraar Kiya Sunehre Kadam (1966) 03:07 17641
 
Poster of Sunehre Kadam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Bulo C Rani
Duration : 03:07   Song Number : 17641   

Shamaa Se Koi Keh De Jai Bhawani (1961) 04:04 36873
 
Poster of Jai Bhawani (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
S Mohinder
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Jaishree
Duration : 04:04   Song Number : 36873   

Yahaan Raat Kisi Ki Rote Kate Jai Bhawani (1961) 04:08 37064
 
Poster of Jai Bhawani (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jayshree Gadker, Manhar Desai
Duration : 04:08   Song Number : 37064   
Karaoke Songs of gopal singh nepali (g s ), Sad Songs of gopal singh nepali (g s ), Love Songs of gopal singh nepali (g s ), Dance Songs of gopal singh nepali (g s ), Hip-hop songs of gopal singh nepali (g s ), Best songs of gopal singh nepali (g s ), Super hit songs of gopal singh nepali (g s ), hit songs of gopal singh nepali (g s ), duet songs of gopal singh nepali (g s ), solo songs of gopal singh nepali (g s ), old songs of gopal singh nepali (g s ), famous songs of gopal singh nepali (g s ), Hindi Karaoke Songs of gopal singh nepali (g s ), Hindi Sad Songs of gopal singh nepali (g s ), Hindi Love Songs of gopal singh nepali (g s ), Hindi Dance Songs of gopal singh nepali (g s ), Hindi Hip-hop songs of gopal singh nepali (g s ), best Hindi songs of gopal singh nepali (g s ), super hit Hindi songs of gopal singh nepali (g s ), hit Hindi songs of gopal singh nepali (g s ), duet Hindi songs of gopal singh nepali (g s ), solo Hindi songs of gopal singh nepali (g s ), old Hindi songs of gopal singh nepali (g s ), famous Hindi songs of gopal singh nepali (g s ), Sing Along Songs of gopal singh nepali (g s ), Sing Along Sad Songs of gopal singh nepali (g s ), Sing Along Love Songs of gopal singh nepali (g s ), Sing Along Dance Songs of gopal singh nepali (g s ), Sing Along Hip-hop songs of gopal singh nepali (g s ), Sing Along Best songs of gopal singh nepali (g s ), Sing Along Super hit songs of gopal singh nepali (g s ), Sing Along hit songs of gopal singh nepali (g s ), Sing Along duet songs of gopal singh nepali (g s ), Sing Along solo songs of gopal singh nepali (g s ), Sing Along old songs of gopal singh nepali (g s ), Sing Along famous songs of gopal singh nepali (g s )